Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek insan hun insan ka parastar hun main

Hamid Mukhtar Hamid

ek insan hun insan ka parastar hun main

Hamid Mukhtar Hamid

ek insān huuñ insāñ parastār huuñ maiñ

phir bhī duniyā nigāhoñ meñ gunahgār huuñ maiñ

gardish-e-vaqt ne is haal meñ chhoḌā hai mujhe

ab kisī shahr luuTā huā bāzār huuñ maiñ

dar pe rahne de mujhe TaaT parda sahī

tere aslāf chhoḌā huā kirdār huuñ maiñ

kitnā mazbūt hai ai dost ta.alluq mahal

barf chhat hai jo ret dīvār huuñ maiñ

ḳhūn-bar-dosh huuñ maiñ zañg-rasīda to nahīñ

hai mujhe faḳhr ki TuuTī huī talvār huuñ maiñ

ye jafāoñ sazā hai ki tamāshā.ī hai

ye vafāoñ sazā hai ki pa.e-dār huuñ maiñ

haath phailā to kisī saa.e ne rokā 'hāmid'

us se pūchhā to kahā jazba-e-ḳhud-dār huuñ maiñ

ek insan hun insan ka parastar hun main

phir bhi duniya ki nigahon mein gunahgar hun main

gardish-e-waqt ne is haal mein chhoDa hai mujhe

ab kisi shahr ka luTa hua bazar hun main

dar pe rahne de mujhe TaT ka parda hi sahi

tere aslaf ka chhoDa hua kirdar hun main

kitna mazbut hai ai dost talluq ka mahal

barf ki chhat hai jo tu ret ki diwar hun main

KHun-bar-dosh hun main zang-rasida to nahin

hai mujhe faKHr ki TuTi hui talwar hun main

ye jafaon ki saza hai ki tamashai hai tu

ye wafaon ki saza hai ki pae-dar hun main

hath phaila to kisi sae ne roka 'hamid'

us se puchha to kaha jazba-e-KHud-dar hun main

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now