Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

go raat meri subh ki mahram to nahin hai

Majrooh Sultanpuri

go raat meri subh ki mahram to nahin hai

Majrooh Sultanpuri

go raat mirī sub.h mahram to nahīñ hai

sūraj se tirā rañg-e-hinā kam to nahīñ hai

kuchh zaḳhm khā.eñ chalo kuchh gul khilā.eñ

har-chand bahārāñ ye mausam to nahīñ hai

chāhe vo kisī ho lahū dāman-e-gul par

sayyād ye kal raat shabnam to nahīñ hai

itnī bhī hameñ bandish-e-ġham kab thī gavārā

parde meñ tirī kākul-e-pur-ḳham to nahīñ hai

ab kārgah-e-dahr meñ lagtā hai bahut dil

ai dost kahīñ ye bhī tirā ġham to nahīñ hai

sahrā meñ bagūlā bhī hai 'majrūh' sabā bhī

ham koī āvāra-e-ālam to nahīñ hai

go raat meri subh ki mahram to nahin hai

suraj se tera rang-e-hina kam to nahin hai

kuchh zaKHm hi khaen chalo kuchh gul hi khilaen

har-chand bahaaran ka ye mausam to nahin hai

chahe wo kisi ka ho lahu daman-e-gul par

sayyaad ye kal raat ki shabnam to nahin hai

itni bhi hamein bandish-e-gham kab thi gawara

parde mein teri kakul-e-pur-KHam to nahin hai

ab kargah-e-dahr mein lagta hai bahut dil

ai dost kahin ye bhi tera gham to nahin hai

sahra mein bagula bhi hai 'majruh' saba bhi

hum sa koi aawara-e-alam to nahin hai

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Majrooh Sultanpuri

Majrooh Sultanpuri

Majrooh Sultanpuri

Majrooh Sultanpuri

RECITATIONS

Shakeel Jamali

Shakeel Jamali,

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Majrooh Sultanpuri

Majrooh Sultanpuri,

00:00/00:00
Shakeel Jamali

go raat meri subh ki mahram to nahin hai Shakeel Jamali

Nomaan Shauque

go raat meri subh ki mahram to nahin hai Nomaan Shauque

Majrooh Sultanpuri

go raat meri subh ki mahram to nahin hai Majrooh Sultanpuri

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now