aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Hargopal Tufta

1799/1800 - 1879 | Sikandrabad, India

Hargopal Tufta

Sher-o-Shayari 2

'ġhālib' vo shaḳhs thā hama-dāñ jis ke faiz se

ham se hazār hech-madāñ nāmvar hue

'ghaalib' wo shaKHs tha hama-dan jis ke faiz se

hum se hazar hech-madan namwar hue

  • Share this

kuchh na sūjhā us but-e-nāzuk-adā ko dekh kar

rah ga.e sakte meñ ham shān-e-ḳhudā ko dekh kar

kuchh na sujha us but-e-nazuk-ada ko dekh kar

rah gae sakte mein hum shan-e-KHuda ko dekh kar

  • Share this
 

BOOKS 3

 

More Poets From "Sikandrabad"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now