aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Kapoor Urdu in Indian Film Lyrics I Jashn-e-Rekhta 2017
means
maiñ hairat o hasrat kā maarā ḳhāmosh khaḌā huuñ sāhil par
dariyā-e-mohabbat kahtā hai aa kuchh bhī nahīñ pāyāb haiñ ham
main hairat o hasrat ka mara KHamosh khaDa hun sahil par
dariya-e-mohabbat kahta hai aa kuchh bhi nahin payab hain hum
from the Ghazal "DhunDoge agar mulkon mulkon milne ke nahin nayab hain hum" by Shad Azimabadi
Great Urdu poet occupying a place of pride in world literature. Also one of the most quotable poets having shers for almost all situations of life.
dil hī to hai na sañg-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñ
ro.eñge ham hazār baar koī hameñ satā.e kyuuñ
dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun
roenge hum hazar bar koi hamein satae kyun
Discover books & magazines in the world’s largest online collection of Urdu literature
E-Books Library