Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

vabaa ke dino.n me.n 1

Arsalan Ahmad

vabaa ke dino.n me.n 1

Arsalan Ahmad

vabaa ke dino.n me.n mayyat kaa Gusl

janaaze kaa kandhaa

aur aaKHirii lamhe kaa diidaar nahii.n hotaa

lekin yahii nahii.n

in dino.n qabr ke phuulo.n kii

gul-qand nahii.n banaa.ii jaatii

laash ke baalo.n kii vig nahii.n bantii

kafan plastic kaa hotaa hai

jo chorii nahii.n hotaa

aur ko.ii aadam-KHor zinda nahii.n bachtaa

vabaa ke dino.n me.n mayyat kaa Gusl

janaaze kaa kandhaa

aur aaKHirii lamhe kaa diidaar nahii.n hotaa

lekin yahii nahii.n

in dino.n qabr ke phuulo.n kii

gul-qand nahii.n banaa.ii jaatii

laash ke baalo.n kii vig nahii.n bantii

kafan plastic kaa hotaa hai

jo chorii nahii.n hotaa

aur ko.ii aadam-KHor zinda nahii.n bachtaa

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now