Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Azeem Hyderabadi

Azeem Hyderabadi

Sher-o-Shayari 3

un se milne iltijā hai

dil-e-nādāñ ne ye ḳhatā hai

un se milne ki iltija ki hai

dil-e-nadan ne ye KHata ki hai

ḳhud-farebī meñ mubtalā rakh kar

zulm tum ne intihā hai

KHud-farebi mein mubtala rakh kar

zulm ki tum ne intiha ki hai

jhuk rahī hai 'azīm' apnī jabīñ

ye karāmat to naqsh-e-pā hai

jhuk rahi hai 'azim' apni jabin

ye karamat to naqsh-e-pa ki hai

 

Ghazal 9

BOOKS 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now