aadmi hun wasf-e-paighambar na mang
aadmī huuƱ vasf-e-paiĔhambar na maaƱg
mujh se mere dost merÄ sar na maaƱg
ye to mumkin hai ki sar de deƱ magar
ham faqīroƱ se koī patthar na maaƱg
aib meƱ dÄįø³hil ho fankÄrÄ« jahÄƱ
vaqt ke patthar vahÄƱ aazar na maaƱg
ho sake to aks lauTÄ de mujhe
aa.ine mujh se mirÄ paikar na maaƱg
jin ko nīƱdoƱ kÄ« na ho chÄdar nasÄ«b
un se įø³hvÄboƱ kÄ hasīƱ bistar na maaƱg
aadmi hun wasf-e-paighambar na mang
mujh se mere dost mera sar na mang
ye to mumkin hai ki sar de den magar
hum faqiron se koi patthar na mang
aib mein daKHil ho fankari jahan
waqt ke patthar wahan aazar na mang
ho sake to aks lauTa de mujhe
aaine mujh se mera paikar na mang
jin ko nindon ki na ho chadar nasib
un se KHwabon ka hasin bistar na mang
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.