aap kahen to gulshan hai
aap kaheƱ to gulshan hai
varna dil ik madfan hai
aag lagÄ« hai sÄƱsoƱ meƱ
haa.e ye kaisÄ sÄvan hai
un se merī baat na pūchh
un se merī an-ban hai
panchhÄ« panchhÄ« sahm gayÄ
dost ye achchhÄ gulshan hai
tÄrÄ«kÄ« miT jÄ.egÄ«
mish.al mish.al raushan hai
vaqt kÄ« har ÄvÄz 'zafar'
mere dil kÄ« dhaįøkan hai
aap kahen to gulshan hai
warna dil ek madfan hai
aag lagi hai sanson mein
hae ye kaisa sawan hai
un se meri baat na puchh
un se meri an-ban hai
panchhi panchhi sahm gaya
dost ye achchha gulshan hai
tariki miT jaegi
mishal mishal raushan hai
waqt ki har aawaz 'zafar'
mere dil ki dhaDkan hai
- Book : Range-e-Gazal (Pg. 111)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.