aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aawara bhaTakta raha paigham kisi ka

Ain Tabish

aawara bhaTakta raha paigham kisi ka

Ain Tabish

MORE BYAin Tabish

    āvāra bhaTaktā rahā paiġhām kisī

    maktūb kisī aur thā naam kisī

    hai ek lamha jo kahīñ vasl kahīñ hijr

    taklīf kisī ke liye ārām kisī

    kuchh logoñ ko ruḳhsat bhī kiyā kartī hai zālim

    rasta bhī takā kartī hai ye shaam kisī

    ik qahr huā kartī hai ye mahfil-e-mai hai bhī

    jab hoñT kisī aur ho jaam kisī

    muddat huī Duube hue ḳhvāboñ safīna

    maujoñ pe chamaktā hai magar naam kisī

    aawara bhaTakta raha paigham kisi ka

    maktub kisi aur ka tha nam kisi ka

    hai ek hi lamha jo kahin wasl kahin hijr

    taklif kisi ke liye aaram kisi ka

    kuchh logon ko ruKHsat bhi kiya karti hai zalim

    rasta bhi taka karti hai ye sham kisi ka

    ek qahr hua karti hai ye mahfil-e-mai hai bhi

    jab honT kisi aur ka ho jam kisi ka

    muddat hui Dube hue KHwabon ka safina

    maujon pe chamakta hai magar nam kisi ka

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ain Tabish

    Ain Tabish

    RECITATIONS

    Ain Tabish

    Ain Tabish,

    Ain Tabish

    aawara bhaTakta raha paigham kisi ka Ain Tabish

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now