Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

agar jo pyar KHata hai to koi baat nahin

Aks samastipuri

agar jo pyar KHata hai to koi baat nahin

Aks samastipuri

agar jo pyaar ḳhatā hai to koī baat nahīñ

qazā us sazā hai to koī baat nahīñ

sirf merī hai is ġhurūr hai mujh ko

agar ye vahm mirā hai to koī baat nahīñ

muaaf karne aadat nahīñ hai vaise to

agar ye tiir tirā hai to koī baat nahīñ

binā badan ke ta.alluq bachā nahīñ sakte

yahī jo rasta bachā hai to koī baat nahīñ

haañ mere ba.ad kisī aur na ho jaanā

aaj mujh se judā hai to koī baat nahīñ

agar jo pyar KHata hai to koi baat nahin

qaza hi us ki saza hai to koi baat nahin

tu sirf meri hai is ka ghurur hai mujh ko

agar ye wahm mera hai to koi baat nahin

muaf karne ki aadat nahin hai waise to

agar ye tir tera hai to koi baat nahin

bina badan ke talluq bacha nahin sakte

yahi jo rasta bacha hai to koi baat nahin

han mere baad kisi aur ka na ho jaana

tu aaj mujh se juda hai to koi baat nahin

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now