Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni aankhon ko aqidat se laga ke rakh li

Sidra Sahar Imran

apni aankhon ko aqidat se laga ke rakh li

Sidra Sahar Imran

apnī āñkhoñ ko aqīdat se lagā ke rakh

terī dahlīz miTTī thī uThā ke rakh

tujh ko takte rahe raat bahut der talak

chāñd ke taaq meñ tasvīr sajā ke rakh

dil nau-ḳhez kalī terī mohabbat ke liye

sīñch ke jazboñ se pahlū meñ khilā ke rakh

is na.e saal ke svāgat ke liye pahle se

ham ne poshāk udāsī silā ke rakh

dam ulajhtā thā shab-e-tīra tārīkī se

is liye chāñd qindīl jalā ke rakh

apni aankhon ko aqidat se laga ke rakh li

teri dahliz ki miTTi thi uTha ke rakh li

tujh ko takte hi rahe raat bahut der talak

chand ke taq mein taswir saja ke rakh li

dil si nau-KHez kali teri mohabbat ke liye

sinch ke jazbon se pahlu mein khila ke rakh li

is nae sal ke swagat ke liye pahle se

hum ne poshak udasi ki sila ke rakh li

dam ulajhta tha shab-e-tira ka tariki se

is liye chand ki qindil jala ke rakh li

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now