aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chale bazm-e-dauran se jab zahr pi ke

Aleem Masroor

chale bazm-e-dauran se jab zahr pi ke

Aleem Masroor

MORE BYAleem Masroor

    chale bazm-e-daurāñ se jab zahr ke

    baḌhe hausle aur bhī zindagī ke

    fasānoñ se merī āvārgī ke

    muayyan hue rāste zindagī ke

    zamāne ko duuñ kyā ki dāman meñ mere

    faqat chand aañsū haiñ vo bhī kisī ke

    nigāh-e-karam zarūrat nahīñ hai

    zarā dekh luuñ be-sahāre bhī ke

    haiñ 'masrūr' āñkheñ tumhārī jo pur-nam

    batāo ye aañsū haiñ ġham ḳhushī ke

    chale bazm-e-dauran se jab zahr pi ke

    baDhe hausle aur bhi zindagi ke

    fasanon se meri hi aawargi ke

    muayyan hue raste zindagi ke

    zamane ko dun kya ki daman mein mere

    faqat chand aansu hain wo bhi kisi ke

    nigah-e-karam ki zarurat nahin hai

    zara dekh lun be-sahaare bhi ji ke

    hain 'masrur' aankhen tumhaari jo pur-nam

    batao ye aansu hain gham ya KHushi ke

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now