Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dawa-e-dard-e-gham-o-iztirab kya deta

Afzal Allahabadi

dawa-e-dard-e-gham-o-iztirab kya deta

Afzal Allahabadi

davā-e-dard-e-ġham-o-iztirāb kyā detā

vo merī āñkhoñ ko rañgīn ḳhvāb kyā detā

thī merī āñkhoñ qismat meñ tishnagī likkhī

vo apnī diid mujh ko sharāb kyā detā

kiyā savāl jo maiñ ne vafā ke qātil se

zabāñ pe qufl lagā thā javāb kyā detā

maiñ chāhtā thā ki us ko gulāb pesh karūñ

vo ḳhud gulāb thā us ko gulāb kyā detā

vo jis ne dekhā nahīñ ishq kabhī maktab

maiñ us ke haath meñ dil kitāb kyā detā

mire nasīb meñ miTTī ik diyā bhī na thā

tirī hathelī pe maiñ āftāb kyā detā

maiñ us se pyaas shikva na kar sakā 'afzal'

jo ḳhud tishna thā vo mujh ko aab kyā detā

dawa-e-dard-e-gham-o-iztirab kya deta

wo meri aankhon ko rangin KHwab kya deta

thi meri aankhon ki qismat mein tishnagi likkhi

wo apni did ki mujh ko sharab kya deta

kiya sawal jo main ne wafa ke qatil se

zaban pe qufl laga tha jawab kya deta

main chahta tha ki us ko gulab pesh karun

wo KHud gulab tha us ko gulab kya deta

wo jis ne dekha nahin ishq ka kabhi maktab

main us ke hath mein dil ki kitab kya deta

mere nasib mein miTTi ka ek diya bhi na tha

teri hatheli pe main aaftab kya deta

main us se pyas ka shikwa na kar saka 'afzal'

jo KHud hi tishna tha wo mujh ko aab kya deta

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now