Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek saza aur asiron ko suna di jae

Pirzada Qasim

ek saza aur asiron ko suna di jae

Pirzada Qasim

MORE BYPirzada Qasim

    ik sazā aur asīroñ ko sunā jaa.e

    ya.anī ab jurm-e-asīrī sazā jaa.e

    dast-e-nādīda tahqīq zarūrī hai magar

    pahle jo aag lagī hai vo bujhā jaa.e

    us ḳhvāhish hai ki ab log na ro.eñ na hañseñ

    be-hisī vaqt āvāz banā jaa.e

    sirf sūraj nikalnā hai agar sub.h to phir

    ek shab aur mirī shab se milā jaa.e

    aur ik taaza sitam us ne kiyā hai ījād

    us ko is baar zarā khul ke duā jaa.e

    ek saza aur asiron ko suna di jae

    yani ab jurm-e-asiri ki saza di jae

    dast-e-nadida ki tahqiq zaruri hai magar

    pahle jo aag lagi hai wo bujha di jae

    us ki KHwahish hai ki ab log na roen na hansen

    be-hisi waqt ki aawaz bana di jae

    sirf suraj ka nikalna hai agar subh to phir

    ek shab aur meri shab se mila di jae

    aur ek taza sitam us ne kiya hai ijad

    us ko is bar zara khul ke dua di jae

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Pirzada Qasim

    Pirzada Qasim

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now