Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

isi ne boe shukuk dil mein isi chanbeli ka nam dukh hai

Khalid Nadeem Shaani

isi ne boe shukuk dil mein isi chanbeli ka nam dukh hai

Khalid Nadeem Shaani

isī ne bo.e shukūk dil meñ isī chañbelī naam dukh hai

tumhāre pahlū se lag ke baiThī huī sahelī naam dukh hai

vahī na jis makīn laḌkī ne terī bastī meñ ishq boyā

mujhe bhī darshan karāo us ke ki jis havelī naam dukh hai

tum in lakīroñ meñ ik ḳhushī bhī talāsh kar lo to mo.ajiza hai

ki maiñ to bachpan se jāntā huuñ mirī hathelī naam dukh hai

har ek rishta har ek jazba vafā mohabbat ḳhulūs sab kuchh

maiñ aur kyā kyā batā.ūñ hattā ki yār-belī naam dukh hai

isi ne boe shukuk dil mein isi chanbeli ka nam dukh hai

tumhaare pahlu se lag ke baiThi hui saheli ka nam dukh hai

wahi na jis ki makin laDki ne teri basti mein ishq boya

mujhe bhi darshan karao us ke ki jis haweli ka nam dukh hai

tum in lakiron mein ek KHushi bhi talash kar lo to moajiza hai

ki main to bachpan se jaanta hun meri hatheli ka nam dukh hai

har ek rishta har ek jazba wafa mohabbat KHulus sab kuchh

main aur kya kya bataun hatta ki yar-beli ka nam dukh hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now