Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitne shikwe gile hain pahle hi

Farigh Bukhari

kitne shikwe gile hain pahle hi

Farigh Bukhari

kitne shikve gile haiñ pahle

raah meñ fāsle haiñ pahle

kuchh talāfī nigār-e-fasl-e-ḳhizāñ

ham luTe qāfile haiñ pahle

aur le jā.egā kahāñ gul-chīñ

saare maqtal khule haiñ pahle

ab zabāñ kāTne rasm na Daal

ki yahāñ lab sile haiñ pahle

aur kis shai hai talab 'fāriġh'

dard ke silsile haiñ pahle

kitne shikwe gile hain pahle hi

rah mein fasle hain pahle hi

kuchh talafi nigar-e-fasl-e-KHizan

hum luTe qafile hain pahle hi

aur le jaega kahan gul-chin

sare maqtal khule hain pahle hi

ab zaban kaTne ki rasm na Dal

ki yahan lab sile hain pahle hi

aur kis shai ki hai talab 'farigh'

dard ke silsile hain pahle hi

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now