Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muflisi sab bahaar khoti hai

Wali Dakni

muflisi sab bahaar khoti hai

Wali Dakni

muflisī sab bahār khotī hai

mard e'tibār khotī hai

kyūñke hāsil ho muj ko jam.iyyat

zulf terī qarār khotī hai

har sahar shoḳh nigah sharāb

mujh añkhāñ ḳhumār khotī hai

kyūñke milnā sanam tark karūñ

dilbarī iḳhtiyār khotī hai

ai 'valī' aab us parī-rū

mujh sine ġhubār khotī hai

muflisi sab bahaar khoti hai

mard ka e'tibar khoti hai

kyunke hasil ho muj ko jamiyyat

zulf teri qarar khoti hai

har sahar shoKH ki nigah ki sharab

mujh ankhan ka KHumar khoti hai

kyunke milna sanam ka tark karun

dilbari iKHtiyar khoti hai

ai 'wali' aab us pari-ru ki

mujh sine ka ghubar khoti hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now