Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhko bhi haq hai zindagani ka

Tahir Azeem

mujhko bhi haq hai zindagani ka

Tahir Azeem

MORE BYTahir Azeem

    mujh ko bhī haq hai zindagānī

    maiñ bhī kirdār huuñ kahānī

    jo mujhe aaj phir nazar aayā

    ḳhvāb hai merī naujavānī

    ham ko darpesh hai zamāne se

    mas.ala baḳht girānī

    kyuuñ nikaltā nazar nahīñ aatā

    kuchh natīje bhī ḳhush-gumānī

    kal jo sailāb aa gayā 'azīm'

    ham ne jaanā mizāj paanī

    mujh ko bhi haq hai zindagani ka

    main bhi kirdar hun kahani ka

    jo mujhe aaj phir nazar aaya

    KHwab hai meri naujawani ka

    hum ko darpesh hai zamane se

    masala baKHt ki girani ka

    kyun nikalta nazar nahin aata

    kuchh natije bhi KHush-gumani ka

    kal jo sailab aa gaya tu 'azim'

    hum ne jaana mizaj pani ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now