Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rawayya kafi kuchh badla hua hai aasmanon ka

Abdul Mannan Samadi

rawayya kafi kuchh badla hua hai aasmanon ka

Abdul Mannan Samadi

ravayya kaafī kuchh badlā huā hai āsmānoñ

magar naqsha vahī hai ab ke bhī ḳhālī makānoñ

vahī ik qissa ab tak dhyān meñ raushan nahīñ hotā

tasalsul jis se vābasta hai pichhlī dāstānoñ

udhar se bhī kisī āvāz aamad nahīñ mumkin

idhar bhī zāviya badlā huā hai apne kānoñ

bahut ḳhush-rang thī parvāz un ḳhāmosh bāñhoñ

jahāñ bhī hausla darkār thā ūñchī uḌānoñ

rawayya kafi kuchh badla hua hai aasmanon ka

magar naqsha wahi hai ab ke bhi KHali makanon ka

wahi ek qissa ab tak dhyan mein raushan nahin hota

tasalsul jis se wabasta hai pichhli dastanon ka

udhar se bhi kisi aawaz ki aamad nahin mumkin

idhar bhi zawiya badla hua hai apne kanon ka

bahut KHush-rang thi parwaz un KHamosh banhon ki

jahan bhi hausla darkar tha unchi uDanon ka

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now