Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yahi ek mashghala hai zindagi ka

Akhtar Saeedi

yahi ek mashghala hai zindagi ka

Akhtar Saeedi

MORE BYAkhtar Saeedi

    yahī ik mashġhala hai zindagī

    ta.āqub kar rahā huuñ raushnī

    shagūfe phuul bante rahe haiñ

    gayā mausam mirī dīvāngī

    na rakkho ḳhvāhish-e-chehra-numā.ī

    na degā saath ā.īna kisī

    maiñ zinda huuñ vasīle se kisī ke

    vagarna mar gayā hotā kabhī

    yahi ek mashghala hai zindagi ka

    taaqub kar raha hun raushni ka

    shagufe phul bante ja rahe hain

    gaya mausam meri diwangi ka

    na rakkho KHwahish-e-chehra-numai

    na dega sath aaina kisi ka

    main zinda hun wasile se kisi ke

    wagarna mar gaya hota kabhi ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now