Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĔhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

az-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aaina

Mirza Ghalib

az-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aaina

Mirza Ghalib

MORE BYMirza Ghalib

    az-mehr tā-ba-zarra dil-o-dil hai aa.ina

    tuutī ko shash-jihat se muqābil hai aa.ina

    hairat hujūm-e-lazzat-e-Ĕhaltānī-e-tapish

    sīmāb-e-bālish o kamar-e-dil hai aa.ina

    Ĕhaflat ba-bāl-e-jauhar-e-shamshīr par-fishāƱ

    yaaƱ pusht-e-chashm-e-shoįø³hÄ«-e-qātil hai aa.ina

    hairat-nigāh-e-barq-e-tamāshā bahār-e-shoįø³h

    dar-parda-e-havā par-e-bismil hai aa.ina

    yaaƱ rah ga.e haiƱ nāįø³hun-e-tadbÄ«r TuuT kar

    jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aa.ina

    ham-zānū-e-ta.ammul o ham-jalva-gāh-e-gul

    ā.Ä«na-band įø³halvat-o-mahfil hai aa.ina

    dil kār-gāh-e-fikr o 'asad' be-navā-e-dil

    yaaƱ saƱg-e-āstāna-e-'bedil' hai aa.ina

    az-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aaina

    tuti ko shash-jihat se muqabil hai aaina

    hairat hujum-e-lazzat-e-ghaltani-e-tapish

    simab-e-baalish o kamar-e-dil hai aaina

    ghaflat ba-baal-e-jauhar-e-shamshir par-fishan

    yan pusht-e-chashm-e-shoKHi-e-qatil hai aaina

    hairat-nigah-e-barq-e-tamasha bahaar-e-shoKH

    dar-parda-e-hawa par-e-bismil hai aaina

    yan rah gae hain naKHun-e-tadbir TuT kar

    jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aaina

    ham-zanu-e-tammul o ham-jalwa-gah-e-gul

    aaina-band KHalwat-o-mahfil hai aaina

    dil kar-gah-e-fikr o 'asad' be-nawa-e-dil

    yan sang-e-astana-e-'bedil' hai aaina

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now