Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

an-kahi an-suni si kuchh baaten

Meena Kumari Naz

an-kahi an-suni si kuchh baaten

Meena Kumari Naz

an-kahī an-sunī kuchh bāteñ

suune din aur ye sunsāñ rāteñ

TuuTe bikhre hue lamhe goyā

ek gumnām ġham sauġhāteñ

na koī shahar na rasta na safar

muntashir zehn uljhī ghāteñ

har qadam vaqt sahmā sahmā

har na.e moḌ pe māteñ māteñ

an-kahi an-suni si kuchh baaten

sune din aur ye sunsan raaten

TuTe bikhre hue lamhe goya

ek gumnam gham ki saughaten

na koi shahar na rasta na safar

muntashir zehn ki uljhi ghaten

har qadam waqt ka sahma sahma

har nae moD pe maten maten

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now