Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mera dil lala-ru ke gham ke rahne ki haweli hai

Aarifuddin Aajiz

mera dil lala-ru ke gham ke rahne ki haweli hai

Aarifuddin Aajiz

mirā dil lāla-rū ke ġham ke rahne havelī hai

jigar dāġhoñ señ tā.ūsī gulistān-e-gañdhīlī hai

uchhālā geñd saucer ko agar mansūr ne haq par

khaḌī ho rū-ba-rū suulī bhī kyā ḳhuub us ko jhelī hai

na samjhe koī ki hai mansūrī haq ke kahne meñ

qasam haq ki us ke saath suulī bhī akelī hai

kahāñ se qāfiya ke apne she'r meñ Dhālā

hai 'ājiz' dil meñ tere daaġh tuuñ shaiḳh-chillī hai

mera dil lala-ru ke gham ke rahne ki haweli hai

jigar daghon sen tausi gulistan-e-gandhili hai

uchhaala gend saucer ko agar mansur ne haq par

khaDi ho ru-ba-ru suli bhi kya KHub us ko jheli hai

na samjhe koi ki hai mansuri ka haq ke kahne mein

qasam haq ki ki us ke sath suli bhi akeli hai

kahan se qafiya la la ke apne she'r mein Dhaala

hai 'ajiz' dil mein tere dagh ya tun shaiKH-chilli hai

Source :

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now