Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dusri shadi

Mukhtasar Azmi

dusri shadi

Mukhtasar Azmi

ik shaḳhs ik mazār pe rotā thā baiTh kar

merā bhī ittifāq se ik din huā guzar

pūchhā ye maiñ ne rotā hai kyuuñ itnā zār-zār

ye vālida qabr hai baap mazār

bolā ki mere rone kuchh pūchhiye na haal

jo shaḳhs is meñ dafn hai us nahīñ malāl

ḳhāvind merī biivī ye mujh se pahle thā

biivī dhamkīyoñ se ye ghabrā ke mar gayā

maiñ ro rahā huuñ ye to jahāñ se chalā gayā

apnī balā ko mere gale se lagā gayā

ek shaKHs ek mazar pe rota tha baiTh kar

mera bhi ittifaq se ek din hua guzar

puchha ye main ne rota hai kyun itna zar-zar

ye walida ki qabr hai ya bap ka mazar

bola ki mere rone ka kuchh puchhiye na haal

jo shaKHs is mein dafn hai us ka nahin malal

KHawind meri biwi ka ye mujh se pahle tha

biwi ki dhamkiyon se ye ghabra ke mar gaya

main ro raha hun ye to jahan se chala gaya

apni bala ko mere gale se laga gaya

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now