Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gham-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uThane ki

Mirza Ghalib

gham-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uThane ki

Mirza Ghalib

ġham-e-duniyā se gar paa.ī bhī fursat sar uThāne

falak dekhnā taqrīb tere yaad aane

khulegā kis tarah mazmūñ mire maktūb yā-rab

qasam khaa.ī hai us kāfir ne kāġhaz ke jalāne

lipaTnā parniyāñ meñ shola-e-ātish pinhāñ hai

vale mushkil hai hikmat dil meñ soz-e-ġham chhupāne

unheñ manzūr apne zaḳhmiyoñ dekh aanā thā

uThe the sair-e-gul ko dekhnā shoḳhī bahāne

hamārī sādgī thī iltifāt-e-nāz par marnā

tirā aanā na thā zālim magar tamhīd jaane

lakad kūb-e-havādis tahammul kar nahīñ saktī

mirī tāqat ki zāmin thī butoñ naaz uThāne

kahūñ kyā ḳhūbi-e-auzā-e-abnā-e-zamāñ 'ġhālib'

badī us ne jis se ham ne thī bār-hā nekī

Interesting

gham-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uThane ki

falak ka dekhna taqrib tere yaad aane ki

khulega kis tarah mazmun mere maktub ka ya-rab

qasam khai hai us kafir ne kaghaz ke jalane ki

lipaTna parniyan mein shola-e-atish ka pinhan hai

wale mushkil hai hikmat dil mein soz-e-gham chhupane ki

unhen manzur apne zaKHmiyon ka dekh aana tha

uThe the sair-e-gul ko dekhna shoKHi bahane ki

hamari sadgi thi iltifat-e-naz par marna

tera aana na tha zalim magar tamhid jaane ki

lakad kub-e-hawadis ka tahammul kar nahin sakti

meri taqat ki zamin thi buton ki naz uThane ki

kahun kya KHubi-e-auza-e-abna-e-zaman 'ghaalib'

badi ki us ne jis se hum ne ki thi bar-ha neki

Interesting

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Zulfiqar Ali Bukhari

Zulfiqar Ali Bukhari

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now