Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is tarah KHwab-safine ka maza leta hun

Khalid Nadeem Shaani

is tarah KHwab-safine ka maza leta hun

Khalid Nadeem Shaani

is tarah ḳhvāb-safīne mazā letā huuñ

band āñkhoñ se madīne mazā letā huuñ

mujh be-rang bhī rangoñ meñ nahā jaatā hai

un pe martā huuñ to jiine mazā letā huuñ

jaam ban kar mire hoñToñ se vo aa lagtā hai

qatra qatra use piine mazā letā huuñ

dard chaah meñ pahle to kuredūñ shab-bhar

phir usī zaḳhm ko siine mazā letā huuñ

khojtā rahtā huuñ lahje tahoñ ko 'ḳhālid'

asl chehre ke dafīne mazā letā huuñ

is tarah KHwab-safine ka maza leta hun

band aankhon se madine ka maza leta hun

mujh sa be-rang bhi rangon mein naha jata hai

un pe marta hun to jine ka maza leta hun

jam ban kar mere honTon se wo aa lagta hai

qatra qatra use pine ka maza leta hun

dard ki chah mein pahle to kuredun shab-bhar

phir usi zaKHm ko sine ka maza leta hun

khojta rahta hun lahje ki tahon ko 'KHalid'

asl chehre ke dafine ka maza leta hun

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now