Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

baiThe hain dil ke dahr ko viran kiye hue

Syed Huzaifa Kaif

baiThe hain dil ke dahr ko viran kiye hue

Syed Huzaifa Kaif

baiThe haiñ dil ke dahr ko vīrāñ kiye hue

phir tum ko bhuul jaane paimāñ kiye hue

jo qāfile ga.e the tujhe bhūlne ko jaañ

lauTe haiñ ḳhud ko mujrim-e-yazdāñ kiye hue

kar ke jo bhī thī tire sāġhar meñ sāqiyā

baiThe haiñ zindagī ko gulistāñ kiye hue

ham dekhne ga.e the ki kaliyoñ kyā banā

guzrī thī raat ham ko hirāsāñ kiye hue

dekhā thā tere 'ishq meñ us 'kaif' ko kahīñ

hāthoñ meñ tār-tār garebāñ kiye hue

baiThe hain dil ke dahr ko viran kiye hue

phir tum ko bhul jaane ka paiman kiye hue

jo qafile gae the tujhe bhulne ko jaan

lauTe hain KHud ko mujrim-e-yazdan kiye hue

pi kar ke jo bhi thi tere saghar mein saqiya

baiThe hain zindagi ko gulistan kiye hue

hum dekhne gae the ki kaliyon ka kya bana

guzri thi raat hum ko hirasan kiye hue

dekha tha tere 'ishq mein us 'kaif' ko kahin

hathon mein tar-tar gareban kiye hue

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now