jun gul tu hanse hai khil-khila kar
juuƱ gul tÅ« haƱse hai khil-khilÄ kar
shabnam kÄ« tarah mujhe rulÄ kar
mehmÄn ho yÄ ki yaaƱ tÅ« aa kar
yÄ rakh mujhe apne haaƱ bulÄ kar
dar par tere ham ne įø³haak chhÄnÄ«
naqd-e-dil įø³haak meƱ milÄ kar
mÄnÅ«s na thÄ vo but kisÅ« se
Tuk raam kiyÄ įø³hudÄ įø³hudÄ kar
kin ne kahÄ aur se na mil tÅ«
par ham se bhÄ« kabhÅ« milÄ kar
go ziist se haiƱ ham aap bezÄr
itnÄ pe na jaan se įø³hafÄ kar
kuchh be-asroƱ ko bhī asar ho
itnÄ« to bhalÄ 'asar' duÄ kar
jun gul tu hanse hai khil-khila kar
shabnam ki tarah mujhe rula kar
mehman ho ya ki yan tu aa kar
ya rakh mujhe apne han bula kar
dar par tere hum ne KHak chhani
naqd-e-dil KHak mein mila kar
manus na tha wo but kisu se
Tuk ram kiya KHuda KHuda kar
kin ne kaha aur se na mil tu
par hum se bhi kabhu mila kar
go zist se hain hum aap bezar
itna pe na jaan se KHafa kar
kuchh be-asron ko bhi asar ho
itni to bhala 'asar' dua kar
- Deewan-e-asar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.