Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khane ko to zahr bhi khaya ja sakta hai

Shakeel Jamali

khane ko to zahr bhi khaya ja sakta hai

Shakeel Jamali

khāne ko to zahr bhī khāyā saktā hai

lekin us ko phir samjhāyā saktā hai

is duniyā meñ ham jaise bhī rah sakte haiñ

is daldal par paañv jamāyā saktā hai

sab se pahle dil ke ḳhālī-pan ko bharnā

paisa saarī umr kamāyā saktā hai

maiñ ne kaise kaise sadme jhel liye haiñ

is matlab zahr pachāyā saktā hai

itnā itmīnān hai ab bhī un āñkhoñ meñ

ek bahāna aur banāyā saktā hai

jhuuT meñ shak kam gunjā.ish ho saktī hai

sach ko jab chāho jhuThlāyā saktā hai

khane ko to zahr bhi khaya ja sakta hai

lekin us ko phir samjhaya ja sakta hai

is duniya mein hum jaise bhi rah sakte hain

is daldal par panw jamaya ja sakta hai

sab se pahle dil ke KHali-pan ko bharna

paisa sari umr kamaya ja sakta hai

main ne kaise kaise sadme jhel liye hain

is ka matlab zahr pachaya ja sakta hai

itna itminan hai ab bhi un aankhon mein

ek bahana aur banaya ja sakta hai

jhuT mein shak ki kam gunjaish ho sakti hai

sach ko jab chaho jhuThlaya ja sakta hai

RECITATIONS

Shakeel Jamali

Shakeel Jamali,

00:00/00:00
Shakeel Jamali

khane ko to zahr bhi khaya ja sakta hai Shakeel Jamali

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now