Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHayal jis ka tha mujhe KHayal mein mila mujhe

Muneer Niyazi

KHayal jis ka tha mujhe KHayal mein mila mujhe

Muneer Niyazi

ḳhayāl jis thā mujhe ḳhayāl meñ milā mujhe

savāl javāb bhī savāl meñ milā mujhe

gayā to is tarah gayā ki muddatoñ nahīñ milā

milā jo phir to yuuñ ki vo malāl meñ milā mujhe

tamām ilm ziist guzishtagāñ se huā

amal guzishta daur misāl meñ milā mujhe

nihāl sabz rañg meñ jamāl jis hai 'munīr'

kisī qadīm ḳhvāb ke muhāl meñ milā mujhe

KHayal jis ka tha mujhe KHayal mein mila mujhe

sawal ka jawab bhi sawal mein mila mujhe

gaya to is tarah gaya ki muddaton nahin mila

mila jo phir to yun ki wo malal mein mila mujhe

tamam ilm zist ka guzishtagan se hi hua

amal guzishta daur ka misal mein mila mujhe

nihaal sabz rang mein jamal jis ka hai 'munir'

kisi qadim KHwab ke muhaal mein mila mujhe

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Muneer Niyazi

Muneer Niyazi

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

KHayal jis ka tha mujhe KHayal mein mila mujhe Nomaan Shauque

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now