Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushi mili to ye aalam tha bad-hawasi ka

Zafar Iqbal

KHushi mili to ye aalam tha bad-hawasi ka

Zafar Iqbal

ḳhushī milī to ye aalam thā bad-havāsī

ki dhyān na rahā ġham be-libāsī

chamak uThe haiñ jo dil ke kalas yahāñ se abhī

guzar huā hai ḳhayāloñ dev-dāsī

guzar na yūñhī ruḳh pher kar salām to le

hameñ to der se daavā hai rū-shanāsī

ḳhudā ko maan ki tujh lab ke chūmne ke sivā

koī ilaaj nahīñ aaj udāsī

gire paḌe hue pattoñ meñ shahr DhūñDtā hai

ajiib taur hai is jañgaloñ ke baasī

KHushi mili to ye aalam tha bad-hawasi ka

ki dhyan hi na raha gham ki be-libasi ka

chamak uThe hain jo dil ke kalas yahan se abhi

guzar hua hai KHayalon ki dew-dasi ka

guzar na ja yunhi ruKH pher kar salam to le

hamein to der se dawa hai ru-shanasi ka

KHuda ko man ki tujh lab ke chumne ke siwa

koi ilaj nahin aaj ki udasi ka

gire paDe hue patton mein shahr DhunDta hai

ajib taur hai is jangalon ke basi ka

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

KHushi mili to ye aalam tha bad-hawasi ka Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now