Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai

Iftikhar Arif

KHwab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai

Iftikhar Arif

ḳhvāb tarah bikhar jaane ko chāhtā hai

aisī tanhā.ī ki mar jaane ko chāhtā hai

ghar vahshat se laraztā huuñ magar jaane kyuuñ

shaam hotī hai to ghar jaane ko chāhtā hai

Duub jā.ūñ to koī mauj nishāñ tak na batā.e

aisī naddī meñ utar jaane ko chāhtā hai

kabhī mil jaa.e to raste thakan jaag paḌe

aisī manzil se guzar jaane ko chāhtā hai

vahī paimāñ jo kabhī ko ḳhush aayā thā bahut

usī paimāñ se mukar jaane ko chāhtā hai

KHwab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai

aisi tanhai ki mar jaane ko ji chahta hai

ghar ki wahshat se larazta hun magar jaane kyun

sham hoti hai to ghar jaane ko ji chahta hai

Dub jaun to koi mauj nishan tak na batae

aisi naddi mein utar jaane ko ji chahta hai

kabhi mil jae to raste ki thakan jag paDe

aisi manzil se guzar jaane ko ji chahta hai

wahi paiman jo kabhi ji ko KHush aaya tha bahut

usi paiman se mukar jaane ko ji chahta hai

RECITATIONS

Iftikhar Arif

Iftikhar Arif,

Iftikhar Arif

KHwab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai Iftikhar Arif

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now