Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHatm ho jaen na ye sari riwayat kahin

Arshad Nadeem Arshad

KHatm ho jaen na ye sari riwayat kahin

Arshad Nadeem Arshad

ḳhatm ho jaa.eñ na ye saarī rivāyāt kahīñ

shahr khā jaa.eñ na saare mazāfāt kahīñ

log sote nahīñ ḳhvāb bhalā kyā dekheñ

kyūñki ab shahr meñ hotī nahīñ raat kahīñ

Diary sūkhe hue phuul kitābeñ aañsū

ghar meñ rakkhī haiñ sabhī hijr sauġhāt kahīñ

jhāñk kar dekh kabhī dil ke bhī āñgan meñ jahāñ

muntazir āñkheñ to rakkhī haiñ shikāyāt kahīñ

'ain mumkin hai lage phir se koī zaḳhm nayā

yaar baiThe haiñ lagā.e hue phir ghaat kahīñ

chhoḌ aayā thā tirā shahr junūñ se pahle

phir na le aa.eñ vahīñ par mire hālāt kahīñ

KHatm ho jaen na ye sari riwayat kahin

shahr kha jaen na sare hi mazafat kahin

log sote hi nahin KHwab bhala kya dekhen

kyunki ab shahr mein hoti hi nahin raat kahin

Diary sukhe hue phul kitaben aansu

ghar mein rakkhi hain sabhi hijr ki saughat kahin

jhank kar dekh kabhi dil ke bhi aangan mein jahan

muntazir aankhen to rakkhi hain shikayat kahin

'ain mumkin hai lage phir se koi zaKHm naya

yar baiThe hain lagae hue phir ghat kahin

chhoD aaya tha tera shahr junun se pahle

phir na le aaen wahin par mere haalat kahin

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now