koi had bhi hai aaKHir imtihan ki
koī had bhī hai āḳhir imtihāñ kī
ilāhī ḳhair qalb-e-nā-tavāñ kī
ye hai ik mohr be-bāl-o-parī par
rihā.ī bhī rihā.ī hai kahāñ kī
ḳhizāñ kā vasvasa hai fasl-e-gul meñ
zarūrat hai bahār-e-be-ḳhizāñ kī
zamīñ par haiñ vo kuchh miTTī ke putle
ki jin meñ rif.ateñ haiñ āsmāñ kī
koi had bhi hai aaKHir imtihan ki
ilahi KHair qalb-e-na-tawan ki
ye hai ek mohr be-baal-o-pari par
rihai bhi rihai hai kahan ki
KHizan ka waswasa hai fasl-e-gul mein
zarurat hai bahaar-e-be-KHizan ki
zamin par hain wo kuchh miTTi ke putle
ki jin mein rifaten hain aasman ki
- Book : Aazadi ke baad dehli men urdu gazal (Pg. 57)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.