Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh din to malal us ka haq tha

Kishwar Naheed

kuchh din to malal us ka haq tha

Kishwar Naheed

MORE BYKishwar Naheed

  kuchh din to malāl us haq thā

  bichhḌā to ḳhayāl us haq thā

  vo raat bhī din taaza rakhtā

  shabnam jamāl us haq thā

  vo tarz-e-bayāñ meñ chāñdnī thā

  tāroñ se visāl us haq thā

  thā us ḳhirām mauj-e-dariyā

  lahroñ jalāl us haq thā

  bārish badan thā us hañsnā

  ġhunche ḳhisāl us haq thā

  rakhtā thā sañbhāl shīsha-e-jāñ

  tajsīm-e-kamāl us haq thā

  bādal misāl us ḳhū thī

  tābīr-e-hilāl us haq thā

  ujlā thā chañbeliyoñ ke jaisā

  yūsuf jamāl us haq thā

  kuchh din to malal us ka haq tha

  bichhDa to KHayal us ka haq tha

  wo raat bhi din si taza rakhta

  shabnam ka jamal us ka haq tha

  wo tarz-e-bayan mein chandni tha

  taron se visal us ka haq tha

  tha us ka KHiram mauj-e-dariya

  lahron ka jalal us ka haq tha

  barish ka badan tha us ka hansna

  ghunche ka KHisal us ka haq tha

  rakhta tha sanbhaal shisha-e-jaan

  tajsim-e-kamal us ka haq tha

  baadal ki misal us ki KHu thi

  tabir-e-hilal us ka haq tha

  ujla tha chanbeliyon ke jaisa

  yusuf sa jamal us ka haq tha

  RECITATIONS

  Kishwar Naheed

  Kishwar Naheed,

  Kishwar Naheed

  kuchh din to malal us ka haq tha Kishwar Naheed

  This content features in following collection(s)

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now