Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat raegani hai sambhal ja

Rabia Basri

mohabbat raegani hai sambhal ja

Rabia Basri

mohabbat rā.egānī hai sambhal

aziyyat kahānī hai sambhal

tujhe mīrās meñ hijrat milī hai

tabhī to lā-makānī hai sambhal

mohabbat jaan ko aa.ī huī hai

balā-e-nā-gahānī hai sambhal

ye barqī rābte se kaT na jaa.e

ye rishta āsmānī hai sambhal

ise dariyā samajh kar paar mat kar

mirī āñkhoñ paanī hai sambhal

ye āñkheñ surḳh ye pairoñ ke chhāle

kisī mehrbānī hai sambhal

vo mere gaañv ke raste meñ hogā

abhī bhī ḳhush-gumānī hai sambhal

mohabbat raegani hai sambhal ja

aziyyat ki kahani hai sambhal ja

tujhe miras mein hijrat mili hai

tabhi to la-makani hai sambhal ja

mohabbat jaan ko aai hui hai

bala-e-na-gahani hai sambhal ja

ye barqi rabte se kaT na jae

ye rishta aasmani hai sambhal ja

ise dariya samajh kar par mat kar

meri aankhon ka pani hai sambhal ja

ye aankhen surKH ye pairon ke chhaale

kisi ki mehrbani hai sambhal ja

wo mere ganw ke raste mein hoga

abhi bhi KHush-gumani hai sambhal ja

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now