Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yun hasraton ke dagh mohabbat mein dho liye

Rajendera Krishan

yun hasraton ke dagh mohabbat mein dho liye

Rajendera Krishan

MORE BYRajendera Krishan

    Interesting Fact

    Film: Adalat (1958)

    yuuñ hasratoñ ke daaġh mohabbat meñ dho liye

    ḳhud dil se dil baat kahī aur ro liye

    ghar se chale the ham to ḳhushī talāsh meñ

    ġham raah meñ khaḌe the vahī saath ho liye

    murjhā chukā hai phir bhī ye dil phuul to hai

    ab aap ḳhushī ise kāñToñ meñ toliye

    hoñToñ ko chuke to zamāne ne ye kahā

    yuuñ chup kyuuñ lagī hai ajī kuchh to boliye

    yun hasraton ke dagh mohabbat mein dho liye

    KHud dil se dil ki baat kahi aur ro liye

    ghar se chale the hum to KHushi ki talash mein

    gham rah mein khaDe the wahi sath ho liye

    murjha chuka hai phir bhi ye dil phul hi to hai

    ab aap ki KHushi ise kanTon mein toliye

    honTon ko si chuke to zamane ne ye kaha

    yun chup si kyun lagi hai aji kuchh to boliye

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Lata Mangeshkar

    Lata Mangeshkar

    Radhika Chopra

    Radhika Chopra

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now