Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aahaT si koi aae to lagta hai ki tum ho

Jan Nisar Akhtar

aahaT si koi aae to lagta hai ki tum ho

Jan Nisar Akhtar

MORE BYJan Nisar Akhtar

    aahaT koī aa.e to lagtā hai ki tum ho

    saaya koī lahrā.e to lagtā hai ki tum ho

    jab shāḳh koī haath lagāte chaman meñ

    sharmā.e lachak jaa.e to lagtā hai ki tum ho

    sandal se mahaktī huī pur-kaif havā

    jhoñkā koī Takrā.e to lagtā hai ki tum ho

    oḌhe hue tāroñ chamaktī huī chādar

    naddī koī bal khaa.e to lagtā hai ki tum ho

    jab raat ga.e koī kiran mere barābar

    chup-chāp so jaa.e to lagtā hai ki tum ho

    aahaT si koi aae to lagta hai ki tum ho

    saya koi lahrae to lagta hai ki tum ho

    jab shaKH koi hath lagate hi chaman mein

    sharmae lachak jae to lagta hai ki tum ho

    sandal se mahakti hui pur-kaif hawa ka

    jhonka koi Takrae to lagta hai ki tum ho

    oDhe hue taron ki chamakti hui chadar

    naddi koi bal khae to lagta hai ki tum ho

    jab raat gae koi kiran mere barabar

    chup-chap si so jae to lagta hai ki tum ho

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    Unknown

    Unknown

    Bharathi Vishwanathan

    Bharathi Vishwanathan

    Ustad Salamat Ali Khan

    Ustad Salamat Ali Khan

    Bhupinder Singh

    Bhupinder Singh

    Preet Dhillon

    Preet Dhillon

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    aahaT si koi aae to lagta hai ki tum ho Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now