Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bechain bahut phirna ghabrae hue rahna

Muneer Niyazi

bechain bahut phirna ghabrae hue rahna

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    bechain bahut phirnā ghabrā.e hue rahnā

    ik aag jazboñ dahkā.e hue rahnā

    chhalkā.e hue chalnā ḳhushbū lab-e-lālīñ

    ik baaġh saath apne mahkā.e hue rahnā

    us husn sheva hai jab ishq nazar aa.e

    parde meñ chale jaanā sharmā.e hue rahnā

    ik shaam kar rakhnā kājal ke karishme se

    ik chāñd āñkhoñ meñ chamkā.e hue rahnā

    aadat banā hai tum ne to 'munīr' apnī

    jis shahr meñ bhī rahnā uktā.e hue rahnā

    bechain bahut phirna ghabrae hue rahna

    ek aag si jazbon ki dahkae hue rahna

    chhalkae hue chalna KHushbu lab-e-lalin ki

    ek bagh sa sath apne mahkae hue rahna

    us husn ka shewa hai jab ishq nazar aae

    parde mein chale jaana sharmae hue rahna

    ek sham si kar rakhna kajal ke karishme se

    ek chand sa aankhon mein chamkae hue rahna

    aadat hi bana li hai tum ne to 'munir' apni

    jis shahr mein bhi rahna uktae hue rahna

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Farida Khanum

    Farida Khanum

    Farida Khanum

    Farida Khanum

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Fahad Husain

    Fahad Husain,

    Nomaan Shauque

    bechain bahut phirna ghabrae hue rahna Nomaan Shauque

    Fahad Husain

    bechain bahut phirna ghabrae hue rahna Fahad Husain

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now