Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na tu milne ke ab qabil raha hai

Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan

na tu milne ke ab qabil raha hai

Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan

na milne ke ab qābil rahā hai

na muj ko vo dimāġh o dil rahā hai

ye dil kab ishq ke qābil rahā hai

kahāñ is ko dimāġh o dil rahā hai

ḳhudā ke vāste is ko na Toko

yahī ik shahr meñ qātil rahā hai

nahīñ aatā ise takiya pe ārām

ye sar paañv se tere hil rahā hai

na tu milne ke ab qabil raha hai

na muj ko wo dimagh o dil raha hai

ye dil kab ishq ke qabil raha hai

kahan is ko dimagh o dil raha hai

KHuda ke waste is ko na Toko

yahi ek shahr mein qatil raha hai

nahin aata ise takiya pe aaram

ye sar panw se tere hil raha hai

RECITATIONS

Fasih Akmal

Fasih Akmal,

00:00/00:00
Fasih Akmal

na tu milne ke ab qabil raha hai Fasih Akmal

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now