Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qasam in aankhon ki jin se lahu Tapakta hai

Akhtar Ansari

qasam in aankhon ki jin se lahu Tapakta hai

Akhtar Ansari

qasam in āñkhoñ jin se lahū Tapaktā hai

mire jigar meñ ik ātish-kada dahaktā hai

guzishta kāhish o andoh ke ḳhayāl Thahar

mire dimāġh meñ shola ik bhaḌaktā hai

kisī ke aish-e-tamannā dāstāñ na kaho

kaleja merī tamannāoñ dhaḌaktā hai

ilāj-e-'aḳhtar'-e-nā-kām kyuuñ nahīñ mumkin

agar vo nahīñ saktā to mar to saktā hai

qasam in aankhon ki jin se lahu Tapakta hai

mere jigar mein ek aatish-kada dahakta hai

guzishta kahish o andoh ke KHayal Thahar

mere dimagh mein shola sa ek bhaDakta hai

kisi ke aish-e-tamanna ki dastan na kaho

kaleja meri tamannaon ka dhaDakta hai

ilaj-e-'aKHtar'-e-na-kaam kyun nahin mumkin

agar wo ji nahin sakta to mar to sakta hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now