Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

achchha sa koi sapna dekho aur mujhe dekho

Sarvat Husain

achchha sa koi sapna dekho aur mujhe dekho

Sarvat Husain

achchhā koī sapnā dekho aur mujhe dekho

jaago to ā.īna dekho aur mujhe dekho

socho ye ḳhāmosh musāfir kyuuñ afsurda hai

jab bhī tum darvāza dekho aur mujhe dekho

sub.h ke ThanDe farsh pe gūñjā us ek suḳhan

kirnoñ guldasta dekho aur mujhe dekho

baazū haiñ do patvāreñ naav pe rakkhī haiñ

lahreñ letā dariyā dekho aur mujhe dekho

do chīzeñ is dhartī meñ dekhne vaalī haiñ

miTTī sundartā dekho aur mujhe dekho

achchha sa koi sapna dekho aur mujhe dekho

jago to aaina dekho aur mujhe dekho

socho ye KHamosh musafir kyun afsurda hai

jab bhi tum darwaza dekho aur mujhe dekho

subh ke ThanDe farsh pe gunja us ka ek suKHan

kirnon ka guldasta dekho aur mujhe dekho

bazu hain ya do patwaren naw pe rakkhi hain

lahren leta dariya dekho aur mujhe dekho

do hi chizen is dharti mein dekhne wali hain

miTTi ki sundarta dekho aur mujhe dekho

Source :
  • Book : Mitti Ki Sundarta Dekho (Pg. 40)
  • Author : Sarvat Husain
  • Publication : Rekhta Publications (2018)
  • Edition : First

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now