Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jinhen hum bhulna chahen wo aksar yaad aate hain

G L Rawal

jinhen hum bhulna chahen wo aksar yaad aate hain

G L Rawal

jinheñ ham bhūlnā chāheñ vo aksar yaad aate haiñ

burā ho is mohabbat vo kyūñkar yaad aate haiñ

bhulā.eñ kis tarah un ko kabhī thī un āñkhoñ se

chhalak jaate haiñ jab aañsū vo sāgar yaad aate haiñ

kisī ke surḳh lab the diye lau machaltī thī

jahāñ thī kabhī puujā vo mandar yaad aate haiñ

rahe ai sham.a raushan duā detā hai parvāna

jinheñ qismat meñ jalnā hai vo jal kar yaad aate haiñ

jinhen hum bhulna chahen wo aksar yaad aate hain

bura ho is mohabbat ka wo kyunkar yaad aate hain

bhulaen kis tarah un ko kabhi pi thi un aankhon se

chhalak jate hain jab aansu wo sagar yaad aate hain

kisi ke surKH lab the ya diye ki lau machalti thi

jahan ki thi kabhi puja wo mandar yaad aate hain

rahe ai shama tu raushan dua deta hai parwana

jinhen qismat mein jalna hai wo jal kar yaad aate hain

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now