Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mile na phul to kanTon se dosti kar li

Kaifi Azmi

mile na phul to kanTon se dosti kar li

Kaifi Azmi

mile na phuul to kāñToñ se dostī kar

isī tarah se basar ham ne zindagī kar

ab aage jo bhī ho anjām dekhā jā.egā

ḳhudā talāsh liyā aur bandagī kar

nazar milī bhī na thī aur un ko dekh layyā

zabāñ khulī bhī na thī aur baat bhī kar

vo jin ko pyaar hai chāñdī se ishq sone se

vahī kaheñge kabhī ham ne ḳhud-kushī kar

mile na phul to kanTon se dosti kar li

isi tarah se basar hum ne zindagi kar li

ab aage jo bhi ho anjam dekha jaega

KHuda talash liya aur bandagi kar li

nazar mili bhi na thi aur un ko dekh layya

zaban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li

wo jin ko pyar hai chandi se ishq sone se

wahi kahenge kabhi hum ne KHud-kushi kar li

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Mohammad Rafi

Mohammad Rafi

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now