Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere aansuon pe na muskura kai KHwab the jo machal gae

Priyadarshi

mere aansuon pe na muskura kai KHwab the jo machal gae

Priyadarshi

MORE BYPriyadarshi

    mire āñsuoñ pe na muskurā ka.ī ḳhvāb the jo machal ga.e

    mire dil ke shīsh-mahal meñ phir lo charāġh yādoñ ke jal ga.e

    mirā koī tere sivā nahīñ mire ġham koī davā nahīñ

    mujhe tum se koī gila nahīñ tum badal ga.e to badal ga.e

    vahī vādiyāñ vahī rāste vahī manzareñ vahī marhale

    magar ab nazar meñ jo tum nahīñ vo hazār jalve pighal ga.e

    mere aansuon pe na muskura kai KHwab the jo machal gae

    mere dil ke shish-mahal mein phir lo charagh yaadon ke jal gae

    mera koi tere siwa nahin mere gham ki koi dawa nahin

    mujhe tum se koi gila nahin tum badal gae to badal gae

    wahi wadiyan wahi raste wahi manzaren wahi marhale

    magar ab nazar mein jo tum nahin wo hazar jalwe pighal gae

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now