shama mein taqat kahan jo ek parwane mein hai
sham.a meƱ tÄqat kahÄƱ jo ek parvÄne meƱ hai
lutf jalne meƱ nahīƱ jal jal ke mar jaane meƱ hai
chÄƱdnÄ« rÄtoƱ meƱ aksar sochtÄ rahtÄ huuƱ maiƱ
kis kÄ« ye tasvÄ«r hai jo dil ke vÄ«rÄne meƱ hai
mai kÄ« mastÄ« to utar jaatÄ« hai thoįøÄ« der meƱ
zindagÄ« bhar kÄ nasha ÄƱkhoƱ ke paimÄne meƱ hai
tÅ« kahe to ÄsmÄƱ kÄ« dhajjiyÄƱ kar duuƱ sanam
aaj ik aisÄ« hÄ« vahshat tere dÄ«vÄne meƱ hai
shama mein taqat kahan jo ek parwane mein hai
lutf jalne mein nahin jal jal ke mar jaane mein hai
chandni raaton mein aksar sochta rahta hun main
kis ki ye taswir hai jo dil ke virane mein hai
mai ki masti to utar jati hai thoDi der mein
zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimane mein hai
tu kahe to aasman ki dhajjiyan kar dun sanam
aaj ek aisi hi wahshat tere diwane mein hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.