Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sunne wale fasana tera hai

Akhtar Ansari

sunne wale fasana tera hai

Akhtar Ansari

sunñe vaale fasāna terā hai

sirf tarz-e-bayāñ merā hai

yaas tīrgī ne gherā hai

har taraf haul-nāk añdherā hai

is meñ koī mirā sharīk nahīñ

merā dukh aah sirf merā hai

chāndnī chāndnī nahīñ 'aḳhtar'

raat god meñ saverā hai

sunne wale fasana tera hai

sirf tarz-e-bayan hi mera hai

yas ki tirgi ne ghera hai

har taraf haul-nak andhera hai

is mein koi mera sharik nahin

mera dukh aah sirf mera hai

chandni chandni nahin 'aKHtar'

raat ki god mein sawera hai

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now