Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

un aankhon ko nazar kya aa gaya hai

Syed Ehtisham Husain

un aankhon ko nazar kya aa gaya hai

Syed Ehtisham Husain

MORE BYSyed Ehtisham Husain

    un āñkhoñ ko nazar kyā aa gayā hai

    mizāj-e-ārzū badlā huā hai

    na jaane haar hai jiit kyā hai

    ġhamoñ par muskurānā aa gayā hai

    mirī hālat pe un muskurānā

    javāb-e-nā-murādī aa gayā hai

    nahīñ ik maiñ nākām-e-mohabbat

    yahī pahle bhī aksar ho chukā hai

    sabā rau na ġhunchoñ tabassum

    chaman vaalo kaho kyā ho gayā hai

    shab-e-ġham sahmī sahmī yaad un

    añdhere meñ diyā jal rahā hai

    nahīñ miltā surāġh-e-manzil-e-shauq

    mohabbat se bhī ghabrā gayā hai

    un aankhon ko nazar kya aa gaya hai

    mizaj-e-arzu badla hua hai

    na jaane haar hai ya jit kya hai

    ghamon par muskurana aa gaya hai

    meri haalat pe un ka muskurana

    jawab-e-na-muradi aa gaya hai

    nahin ek main hi nakaam-e-mohabbat

    yahi pahle bhi aksar ho chuka hai

    saba ki rau na ghunchon ka tabassum

    chaman walo kaho kya ho gaya hai

    shab-e-gham sahmi sahmi yaad un ki

    andhere mein diya sa jal raha hai

    nahin milta suragh-e-manzil-e-shauq

    mohabbat se bhi ji ghabra gaya hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    un aankhon ko nazar kya aa gaya hai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now