na tum zaban se jawab dena
na tum zabāñ se javāb denā
jo de sako to gulāb denā
na kah sako to, to aisā karnā
ki phuul rakh kar kitāb denā
na maiñ mohabbat meñ tum se lūñgī
na tum hī mujh ko hisāb denā
marī taraf se bhī le ke jaanā
ye phuul un kī janāb denā
na tum zaban se jawab dena
jo de sako to gulab dena
na kah sako to, to aisa karna
ki phul rakh kar kitab dena
na main mohabbat mein tum se lungi
na tum hi mujh ko hisab dena
mari taraf se bhi le ke jaana
ye phul un ki janab dena
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.