Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo meri jaan ke sadaf mein guhar sa rahta hai

Farhat Ehsas

wo meri jaan ke sadaf mein guhar sa rahta hai

Farhat Ehsas

vo merī jaañ ke sadaf meñ guhar rahtā hai

meñ us ko toḌ na Dālūñ ye Dar rahtā hai

vo chehra ek shifā-ḳhāna hai mirī ḳhātir

vo ho to jaise koī chārāgar rahtā hai

maiñ us nigāh ke hamrāh jab se aayā huuñ

mujhe na jaane kahāñ safar rahtā hai

baḌā vasī' hai us ke jamāl manzar

vo aa.ine meñ to bas muḳhtasar rahtā hai

mirī zamīñ ko mayassar hai āsmāñ us

kahīñ bhī jā.ūñ mire saath ghar rahtā hai

wo meri jaan ke sadaf mein guhar sa rahta hai

mein us ko toD na Dalun ye Dar sa rahta hai

wo chehra ek shifa-KHana hai meri KHatir

wo ho to jaise koi chaaragar sa rahta hai

main us nigah ke hamrah jab se aaya hun

mujhe na jaane kahan ka safar sa rahta hai

baDa wasi' hai us ke jamal ka manzar

wo aaine mein to bas muKHtasar sa rahta hai

meri zamin ko mayassar hai aasman us ka

kahin bhi jaun mere sath ghar sa rahta hai

Source :
  • Book : mai.n ronaa chaahtaa huu.n (Pg. 76)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now